chupke se ek khyaal tera
sarakta huya...
mere bhitar
aa jta hai
tere door hone per bhi
tere hone ka ahsaas krake
sab khushnuma kr jta hai
ab maayne nhi rakhti
deeware koi bhi
kyunki hawa aur paani sa
kirdaar ho gya is ishq ka
phisalti huyi dararo se
mere kareeb se guzar jta hai.
na parwah krta hai ab
kisiki .na hi sunta hai meri
jab hota hai itna.
junnun ban kr meri
soyi rooh ko jaga jta hai.
No comments:
Post a Comment