Sunday, May 22, 2016

Samunder

Chod de a dost mujhko..
Nibbhana do jaga tujse bhi nhi ho payega

Shayad kuch kam rah gya samunder mein
Jo tu rishte a dariya maein kya doondh payega..

Hum ro ro kr sukha lenge gam ko apne
Tu fir dariya ke sookh janey per kya luat payega?
Mana humne bhi gustaqiya bahut ki hai..
Lekin mohhabat bhi bepanah ki tujse
Itni jaldi tu samet na paya abhi tak
Toh kya itni jaldi tu bhula payega?

No comments:

Post a Comment