Tuesday, May 22, 2018

Gaalib

Humne toh sach me hi ki thi mohbbat
Tumko lga ki kuch waqt saath nibhana hai ..
Teri khushiyo ki maangi dua hamesha
Kabhi khuda se bhi nhi kaha ki tumko pana hai..
Pta tha hume bahut pehle se fitrat teri
Ki teri berukhi me khud ko jalaana hai..
Aise hi nhi kah gye Gaalib
Ki ishq aag ka dariya hai..aur doob ke jaana hai
..

No comments:

Post a Comment