Tumhari hansi sau raaz chupaaye Mere andar jhakhjhor jati hai Lgta toh hai tum samhjtey ho mujhe Halanki Tumhari baate kbhi kbhi samjh nhi aati hai
Bas mnn krta hai jajbaat kagaz pr Aur kalam ruk na pati hai
No comments:
Post a Comment